ChordBaazBollywood guitar chords, simplified.

Hamdard guitar chords

हमदर्द

Ek Villain (2014) · Arijit Singh, Mithoon · Key F · easy

Key: F (sounding) | Capo 0 | Play shapes in F

Capo
0
0

Chord shapes in this chart

Intro

Verse 1

Pal, do pal
Ki hi kyun hai zindagi
Iss, pyar, ko hai
Sadiyaan kaafi nahi

Verse 2

Toh khuda se maang lun
Mohalat main ik nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi

Chorus

Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Verse 4

Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Inme hi hai sadaa hifaazat meri

Chorus

Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin

Verse 6

Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Chorus

Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui

Verse 8

Lotunga yahaan tere paas main haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin

Chorus

Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Outro

Original catalog key F.

Related songs

Hamdard Chords & Lyrics | Arijit Singh, Mithoon | ChordBaaz