ChordBaazBollywood guitar chords, simplified.

Saiyaara Title Track guitar chords

सैयारा

Saiyaara (2025) · Faheem Abdullah, Tanishk Bagchi · Key G#m · medium

Key: G#m (sounding) | Capo 0 | Play shapes in G#m

Capo
0
0

Chord shapes in this chart

Intro

Verse 1

Tu paas hai mere paas hai aise

सैयारा तू तो बदला नहीं है

Mera koi ehsaas hai jaise
Tu paas hai mere paas hai aise
Mera koi ehsaas hai jaise

Verse 2

Haye mai mar hi jaun jo tuzko na paun
Baaton mein teri main raatein bitaun
Hotho pe lamha-lamha hai naam tera haye
Tuzko hi gaun main tujhko pukaru

Chorus

Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Verse 4

Beete lamhon se duniya basa loon
Main to tere aansu on ka bana hoon
Meri hasi mein teri sadayein
Teri kahani khud ko sunau
Yaadon ke taare.......

Chorus

Yaadon ke taare tootenge kaise
Mere hai jo wo roothenge kaise
Beete dinon ki kholi kitabein
Guzre palon ko kaise bhuladein

Verse 6

Haye mai mar hi jaun jo tuzko na paun
Baaton mein teri main raatein bitaun

Chorus

Hotho pe lamha-lamha hai naam tera haye
Tuzko hi gaun main tujhko pukaru

Verse 8

Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai
Saiyaara tu to badla nahi hai
Mausam zara sa rootha hua hai

Chorus

Jis roz hum-tum phirse milenge
Ye saari baatein tujhse kahenge
Duniya mein chahe ban jaaye jo bhi
Tere bina to kuch na rahenge

Outro

Original catalog key G#m.

Related songs

Saiyaara Title Track Chords & Lyrics | Faheem Abdullah, Tanishk Bagchi | ChordBaaz